free hit counters
 
 
 
 
 
Sponsored Ads

Ussay Keh Dou Kay Woh Mujh Ko Ronay Say Mat Rokay…..
Bikhray Huwoon Ko Toofan Sanbhala Nahi Kartay…

Ab Mehar Banion Ki Tumhari Tamana Nahi Humko…..
Barastay Huway Baadil Kabhi Ujala Nahi Kartay…..

Mat Qareeb Aao Meray Mujhe Bas Younhi Rehnay Dou…
Tootay Huway Paimanay Mein Jaam Dala Nahi Kartay……

Mat Sunao Logoon Ko Meri Barbaadi Ka Qissa…
Kissi Kay Dil Kay Zakhmoon Ko Younh Uchala Nahi Kartay

Read more post from Ghazal SMS..

SocialTwist Tell-a-Friend

Related posts:

  1. Mohabbat ka izhaar aa ker khud karain Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi kartay, Yun kisi ka...
  2. Sadion say jaagi aankhon ko … Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay aa jao...
  3. Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi … “Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi...
  4. KOI NAAM NAHI AY GA Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab...
  5. ik bar mujh say door ja k daikh kabhi behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k daikh...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.

 
 
Leave a Reply



    User Contributed Tags: