Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga,
Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga,
Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj,
Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga,
Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay,
Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga,
Uski galyon mein hamay koi nahi pehchanay ga,
Koi tana koi dashman nahi ay ga,
Dil k darwazay per dastak nahi de ga,
Koi nama koi paigham nahi ay ga,
Umr bhar matam mein shehr-e-tamana ho ga,
Neend to ay gi aram nahi ay ga,
Magar ae bad-e-saba us se ja kr kehna,
Is kahani mein abkoi nam nahi ay ga??
Read more post from Ghazal SMS..
Related posts:
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi … “Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi...
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein...
- Iqrar-e-wafa tum ne nahi karna Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna Meri...
- Mujay awaz de laina Mujay awaz de laina Kabi jab ankh chalke to Kabi...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.



































