Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain,
Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain,
Kehtay hain us daur ko pyaar,
Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
mat chaho use jise tum pa na sako,
Pyar kahan kisi ka poora hota hai,
Iska to pehla shabad hi adhoora hota haiā¦.