“Mazaak”
April 15th, 2008 khamosh in fizao me na jane kaisa dard samaya hai,
bekarar meri nazro ne kal sapne me phir tumhe talasha hai..
rona tumhare liye ab aur mai chahta nahi,
par tumhari yaado ne mujhe kal bhi rulaya hai..
ek pal me yun laga jaise, zindagi kaha se kaha pahunch gayi..
tum mere jeevan se jo […]