“zinda hoon mai”
April 12th, 2008aaj sunani hai tumhe apni kahani…
khud ki hi jubani….
tumpe mar-mita hoon mai,
par tumhe toh khabar hi nahi,
kya geela mai tumse karu,
tumhe toh kuch pata hi nahi,
bewafa bhi toh nahi kah sakta tumhe,
kyunki jo kaha maine, woh tumne suna hi nahi….
bas yeh hai meri kahani,
tanhaiyon ki jubani,
sannata yeh mujhse kehta hai,
kyun bewajah tadapta hai,
kante har pal […]